Sunday 3 November 2013

Satguru budhi ke nain me, dhaare anjan gyan... Shanti ke dohe, Satnam Sakhi




SATGURU BUDHI KE NAIN ME, 
DHAARE ANJAN GYAN, 
KAHE TEOON TAV BRAMH HAR, 
DIKHLAAVE BHAGAWAN

**To budhi ke naitra me, gyaan ka surma dal ke , satguru parmatma ke darshan karaathe hai!!

Jaankaari hone ke baad, us gyan kaa upyog bhi karna hai!!
Satguru yeh jaankari dete hai, ki sansaar me sukh milne vala nahin!! To parmaatma anant sukho ka bhandaar hai! us nam ke sumaran ke dwara sab sukh or shanti ki praapti hogi!!

Guru yeh jaankari dete hai, ki hume maarag badalna hai, ki jis taraf hum jaarahe hai, vaha jaane se anant dukho ki praapti hogi. 

SANSAAR NADI KE DO TATT HAI, EK MOKSH KA EK BANDHAN HAI

To us maarag ko badalna hai, man ki jharta ko door karna hai!!**


**Shree Teoonram dice que el verdadero Guru aplica el colirio del conocimiento en los ojos del aspirante espiritual. Destruye la oscuridad de la ignorancia y dudas, y nos hace tener la visión de Dios**

FACEBOOK FAN PAGE

SATNAM SAKHI POPULAR POSTS

SEARCH IN www.premprakashpanth.com